Hello Mam,
Mujhe ye pata karna hai ki mere vete ka pichle saal yaha alaknanda k KRM school me ho gya tha but meri job me mujhe abhi yaha delhi se greater noida ki taraf shift karne ki baat cghal rhi hai to kya mai waha k krm me apne bete ko transfer kar sakta hu abhi wo dg catehory ki facilities k sath yaha padh rha hai kya yahi facilities ke sath mai uska transfer kara sakta hu kya